Koi Chehra ....

Koi Chehra main takta raha
Koi Chehra mujhay acha laga
Koi Chehra mujhay apna laga
Miain takta Raha

Chand jaisay woh zameen per
Mujh ko aisa laga
Dil kay armaan khil uthay
kuch toh aisa laga

Kay baat itni si hai
Kay woh mujhay achee lagi
Kay baat itni si hai
Kay woh mujhay achee lagi

Koi Chehra Mujhay Apna laga
Main takta raha

Jagta hun raat bhar main
Neend ati nahee
Yaad uski meray dil sey kyun yah jati naheee


Kay baat itni si hai
Kay woh mujhay achee lagi
Kay baat itni si hai
Kay woh mujhay achee lagi

Koi Chehraaaa... Mujhay Apna Laga
Main Taktaaaaaaaaaaa rahaaaaaaaaa
Main Taktaaaaaaaaaaa rahaaaaaaaaa

0 Response to "Koi Chehra ...."

Post a Comment