Kya hua jo lari chuuti

Vo kahte hai na jo hota hai aache ke liye hota hai… galat kahte hai

Kismet ka khel hai sara..
Phirta tha mai aawara
Ye kya se kya ho gaya
Char din ki zindgani har pal ek nayi kahani
Kya tha mai kya ban gaya

Kya hua jo lari chuuti
Jeevan ki  gadi luti
Khwaab hai to mujhko na jaga
zindagi ek pal me Sali yu palat gayi hamari
juth hai to mujhko na bataaaaa………….

Mumbai.. suna tha yaha aadmi puri zindagi aapni kismet slow track se fast track me lane me nikal deta hai..
Par dai ghante me meri kismet aise slow track se fast track me paar jayegi ye maine kabhi socha nahi  tha
Saza maza ban jayegi ye bhi Kabhi socha nahi tha
Last local kya chuuti sara kismet patari par aa gaya


Kar lo jo bhi karna hai
Hota hai jo hona hai
Gujra to pal ye..phir na aayega
Kya bura hai kya bhala hai waqt hi shayad Khuda hai
Ho jane do phir dekha jayegi

Kya hua jo lari chuuti
Jeevani ki gadi luti
Khwab hai to mujhko na jaga
zindagi ek pal me Sali yu palat gayi hamari
juth hai to mujhko na bataaaaa………….

Vo kahte hai na
Jo hota hai aache ke liye hota hai
Sahi kahte hai…..

1 Response to "Kya hua jo lari chuuti"

  1. TOBA4D Says:

    Hai Gan... Artikel Yang Sangat Bagus dan Memberikan Informasi Yang Bermanfaat..^^
    Terima Kasih^^
    Dan Mohon Untuk Izin Comment yah Gan^^

    MickeyMouse
    Bandar Togel
    TOBA4D
    SLOT GAMES
    SGP TOGEL
    Bandar Togel
    Hongkong Pools
    Casino Online

Post a Comment